pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain tum shehar e muhabbat kehte ho tum shehar e muhabbat kehte ho hum jaan bachaa kar aaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain bhutt khana samjhte ho jisko poochho naa wahaan kya haalat hai bhutt khana samjhte ho jisko poochho naa wahaan kya haalat hai hum log wahin se laute hain bas shukr karo laut aaye hain tum shehar e muhabbat kehte ho tum shehar e muhabbat kehte ho hum jaan bachaa kar aaye hain pathar ke khuda pathar ke sanam pathar ke hi insaan paaye hain hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaaren bhi to kahaan hum soch rahe hain muddat se ab umr guzaaren bhi to kahaan sehra mein khushi ke phool nahin shehro mein ghumon ke saaye hain honthon pe tabasum halka sa aankhon mein nami si aye faaqir honthon pe tabasum halka sa aankhon mein nami si aye faaqir hum aehle mohabbat par aksar aise bhi zamaane aaye hain
Pathar Ke Khuda Pathar Ke Sanam
Jagjit Singh