parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna bade logon se milne mein hamesha faasla rakhna jahan dariya samandar se mila darya nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta tumhara shehar to bilkul naye andaaz wala hai tumhara shehar to bilkul naye andaaz wala hai hamare shehar mein bhi ab koi hum sa nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta mohabbat ek khushboo hai hamesha saath chalti hai koi insaan tanhaai mein bhi tanha nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta
Parakhna Mat Parakhne Mein
Jagjit Singh