paagal chanda mere mann ki aag mein saari raat jale pyaar ke path parr raat raat bharr yehi akela saath chale paagal chanda mere mann par kya beetenge dard koi bhi jaane na antar mann mein palki pida aur koi pehchaane na chaand ne dekha hai hum kaise iss jeevan mein kaise chhale paagal chanda sab kahte hain jeevan ka dukh bat jata keh dene se chaand se sikha dard khushi mein dhal jaata kehlene de aansoon moti ban jaate hain jis din dhuk ki raat dhale paagal chanda mere mann ki aag mein saari raat jale paagal chanda
Paagal Chanda (Geet)
Mohd Rafi