zindagi bebas huyi hai bekasi kaa saath hai ek hum hain iss kafas mein yaa khuda ki zaat hai oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa tu dekhta rahe aur duniyaan humen sazaa de kya jurm hai muhabbat itna zara bata de tu dekhta rahe aur duniyaan humen sazaa de kya jurm hai muhabbat itna zara bata de manzil pe kyun loota hai manzil pe kyun loota hai har caarwaan khushi kaa oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa itni si iltija hai tujhse meri duwaa ki allah sharm rakhna duniyaan mein tu wafaa ki itni si iltija hai tujhse meri duwaa ki allah sharm rakhna duniyaan mein tu wafaa ki hota hai maut hi to hota hai maut hi to anjaam zindagi ka oooo aasmaan waaleee shikwaa hai zindagi kaa sun daastaan ghum ki afsaana bebasi kaa
Oh Aasmaan Waale
Anarkali (1953)