wo aaj aa gaye hain aur bhi kareeb mere mujhe mubarak de ab to naseeb mere nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai naye hote hain afsaane ada chaahe puraani hai puraani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai chhupaane se nahin chhupta kabhi ye raaz ulfat ka chhupaane se nahin chhupta kabhi ye raaz ulfat ka kabhi ye raaz ulfat ka padhi jaaye jo aankhon se mohabbat wo kahani hai kahani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai kaatne ko hai ik lambi umar aur kat bhi jaayegi kaatne ko hai ik lambi umar aur kat bhi jaayegi aji ye kat bhi jaayegi jo tere sath kat jaye ghdi wo hi suhaani hai suhaani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai naye hote hain afsaane ada chaahe puraani hai puraani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai 
            
                    Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana
                
                    Neeli Aankhen (1962)