naa tha kuchh tu khuda tha kuchh naa hota to khuda hota naa tha kuchh tu khuda tha kuchh naa hota to khuda hota dooboya mujhko hone ne naa hota main to kya hota hua jab ghum se yun beiss to ghum kya sar ke katne ka hua jab ghum se yun beiss to ghum kya sar ke katne ka naa hota gar juda tan se to zaanon par dhara hota huyi muddat ke ghalib mar gaya par yaad aata hai huyi muddat ke ghalib mar gaya par yaad aata hai wo har ek baat pe kehna ke yun hota to kya hota ke yun hota to kya hota ke yun hota to kya hota
Naa Tha Kuchh Tu Khuda Tha
Jagjit Singh