na aasmaan na sitaare fareb dete hain na aasmaan na sitaare fareb dete hain humein to apne sahaare fareb dete hain na aasmaan na sitaare fareb dete hain humein to apne sahaare fareb dete hain na aasmaan bahaar hansti huyi kyun chaman mein aati hai bahaar hansti huyi kyun chaman mein aati hai ye chaar din ke liye phool kyun khilaati hai nazar ko kyun ye nazaare fareb dete hain humein to apne sahaare fareb dete hain na aasmaan lagi hai aag khud apne hi aashiyaane se lagi hai aag khud apne hi aashiyaane se woh badnaseeb gila kya kare zamaane se ke jisko apne hi pyaare fareb dete hain humein to apne sahaare fareb dete hain na aasmaan na sitaare fareb dete hain humein to apne sahaare fareb dete hain na aasmaan
Na Aasmaan Na Sitaare
Neela Akash (1965)