imaan ko bekaar na kar doon yaa rab is jeene ko dushwaar na kar doon yaa rab is khouff se har shaam ko pee leeta hoon main khud se bhi inkaar na kar doon yaa rab peene de mujhe dard e mera paimana duniya to hai ek duja hua afsaan jab tak mujhe maloom na ye ho jaaye main aaya kahaan se hoon kahaan hai jaana mujhse mera kya rishta hai mujhse mera kya rishta hai har ek rishta bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai ab to ye bhi yaad nahin hai fark tha kitna dono mein ab to ye bhi yaad nahin hai fark tha kitna dono mein uski baaten yaad nahin uski baaten yaad nahin ab uska lehja bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai pyaasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya pyaasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya main wo baadal ka tukda hoon main wo baadal ka tukda hoon jisko dariyaa bhool gaya itne aaine dekhe hain apna chehra bhool gaya mujhse mera kya rishta hai duniya waale
Mujhse Mera Kya Rishta Hai
Pankaj Udhas