mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jiski aawaaz rulaa de mujhe wo saaz na do wo saaz na do aawaaz na do maine ab tumse na milne ki kasam khaayi hai kya khabar tumko meri jaan pe ban aayi hai main bahak jaaun kasam khaake tum aisaa na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do dil mera doob gaya aas meri toot gayi mere haathon hi se patvaar meri chhoot gayi ab main tufaan mein hoon saahil se ishaara na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jiski aawaaz rulaa de mujhe wo saaz na do wo saaz na do aawaaz na do
Mujhko Is Raat Ki (Female)
Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)