jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna geele pedon ki ghani chhanv mein hansta saawan pyaasi dharti mein samaane ko tarasta saawan raat bhar chhat pe lagaataar barastaa saawan dil mein jab aag lagaayen toooo dil mein jab aag lagaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab bhadak uthen kisi shaakh pe patta koi gudgudaaye tumhen bitaa hua lamha koi jab meri yaad ka bechain papiha koi jee ko reh reh ke jalaayen toooo jee ko reh reh ke jalaayen to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab nighaahon ke liye koi nazaara naa rahe chaand chhup jaaye gagan par koi taara naa rahe bhare sansaar men jab koi saharaa naa rahe log ho jaayen paraaye tooooo log ho jaayen paraaye to mujhe khat likhna tum ko jab neend naa aaye to mujhe khat likhna jab meri yaad sataaye to mujhe khat likhna
Mujhe Khat Likhna
Peenaz Masani