mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa
Mujhe Gale Se Laga Lo
Aaj Aur Kal (1963)

Agha, Ashok Kumar, Deven Verma, Dhoomal, Kusum Deshpaandey, Nanda, Raj Kumar, Ravi Kant, Sudesh Kumar, Sunil Dutt, Tanuja
Song Title :
Mujhe Gale Se Laga Lo
Album/Film :
Aaj Aur Kal (1963)
Production :
Panch Deep Chitra
Producer :
Panch Deep Chitra
Director :
Vasant Joglekar
Film Actors :
Agha, Ashok Kumar, Deven Verma, Dhoomal, Kusum Deshpaandey, Nanda, Raj Kumar, Ravi Kant, Sudesh Kumar, Sunil Dutt, Tanuja
Singer :
Asha Bhosle,
Mohammed Rafi
OnScreen Actors :
Sunil Dutt,
Nanda
FAQs for
Mujhe Gale Se Laga Lo
Q. In which year the Album/Film
Aaj Aur Kal (1963)
released?
>
A.
Aaj Aur Kal (1963)
was released in
1963
.
Q. Which is Production of Album/Film
Aaj Aur Kal (1963)
?
>
A.
Panch Deep Chitra
was the Production of
Aaj Aur Kal (1963)
.
Q. Who is Producer of Album/Film
Aaj Aur Kal (1963)
?
>
A.
Panch Deep Chitra
was the Producer of in
Aaj Aur Kal (1963)
.
Q. Who is Director of Album/Film
Aaj Aur Kal (1963)
?
>
A.
Vasant Joglekar
was the Director of
Aaj Aur Kal (1963)
.
Q. Who was Film Actors of Album/Film
Aaj Aur Kal (1963)
?
>
A.
Agha, Ashok Kumar, Deven Verma, Dhoomal, Kusum Deshpaandey, Nanda, Raj Kumar, Ravi Kant, Sudesh Kumar, Sunil Dutt, Tanuja
was the Film Actors of
Aaj Aur Kal (1963)
.
Q. Who wrote the song
Mujhe Gale Se Laga Lo
?
>
A.
Sahir Ludhianvi
wrote the song
Mujhe Gale Se Laga Lo
Q. Who was the lyricsts of song
Mujhe Gale Se Laga Lo
?
>
A.
Sahir Ludhianvi
was the lyricsts of song
Mujhe Gale Se Laga Lo
.
Q. Who is Singer of song
Mujhe Gale Se Laga Lo
?
>
A.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
was the Singer's of song
Mujhe Gale Se Laga Lo
.
Q. Who is OnScreen Actors of song
Mujhe Gale Se Laga Lo
?
>
A.
Sunil Dutt, Nanda
was the OnScreen Actors of song
Mujhe Gale Se Laga Lo
.
Q. Who is Music Director of song
Mujhe Gale Se Laga Lo
?
>
A.
Ravi
was the Music Director of song
Mujhe Gale Se Laga Lo
.
Q. In which raag
Mujhe Gale Se Laga Lo
song was sung?
>
A.
Mujhe Gale Se Laga Lo
song was sung in raag
Asavari
.
Q. In which taal
Mujhe Gale Se Laga Lo
song was sung?
>
A.
Mujhe Gale Se Laga Lo
song was sung in taal
Kaherava Tal
.