mujhe de rahe hain tasalliyaan wo har ek taaza payaam se kabhi aake manzir e aam par kabhi hat ke manzir e aam se mujhe de rahe hain tasalliyaan na garaz kisi se na waasta mujhe kaam apne hi kaam se tere zikr se teri fikr se teri yaad se tere naam se mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya mere saaqiya tujhe marhawa tujhe marhawa tu pilaaye jaa tu pilaaye jaa isi chashm e jaam be jaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan teri suboh aish hai kya bala tujhe ae falak jo ho hausla kabhi kar le aake muqaabla gham e hijr yaar ki shaam se mujhe de rahe hain tasalliyaan
Mujhe De Rahe Hain Tasalliyan
Jagjit Singh