khol aankhen apni khwab e naaz se jaag mere pyaar ki aawaz se zindagi betaab hai tere liye aa gale lag jaa ussi andaaz se muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti ye keh do maut se jaa kar ke ik deewana kehta hai ye keh do ke deewana kehta hai koi deewana kehta hai meri ruhein muhabbat mujh se pehle mar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti chali aa o meri jaane tamanna dil ki mehfil mein chali aa chali aa chali aa chali aa dil ki mehfil mein meri jaan dil ki mehfil mein tu mujhse door ho ulfat gawaara kar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti chali aa chali aa chali aa chali aa chali aa
Muhabbat Zinda Rehti Hai
Changez Khan (1957)