aa aa aaa aaaa meri zindagi hai zaalim tere ghum se ashkaara tera ghum hai gar haqeeqat mujhe zindagi se pyara meri zindagi hai zaalim tu agar bura na maane to jahaan e rang o bu mein main sukun e dil ki khaatir koi dhundh lun sahaaraa main sukun e dil ki khaatir koi dhundh lun sahaaraa main bataun farq naaseh main bataaun farq naaseh jo hai mujh mein aur tujh mein meri zindagi talaatum teri zindagi kinaara meri zindagi talaatum teri zindagi kinaaraa koi ae shaki puchhe ye junun nahin to kya hai ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamaara ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamaara meri zindagi hai zaalim
Meri Zindagi Hai Zaalim
Talat Mahmood