meri kismat mein tu nahin shaayad kyun teraa intezaar kartaa hoon main tujhe kal bhi pyaar kartaa tha main tujhe ab bhi pyaar kartaa hoon meri kismat mein tu nahin shaayad kyun teraa intezaar kartaa hoon main tujhe kal bhi pyaar kartaa tha main tujhe ab bhi pyaar kartaa hoon aa aa aa aa aa aaj samjhi hoon pyaar ko shaayad aaj main tujh ko pyaar karti hoon kal meraa intezaar tha tujhko aaj main intezaar karti hoon meri kismat mein tu nahin shaayad aa aa aa aa aa o o o o o sochtaa hoon ke meri aankhon ne kyun sajaaye thei pyaar ke sapne sochtaa hoon ki meri aankhon ne kyun sajaaye thei pyaar ke sapne tujhse maangi thi ik khushi maine toone ghum bhi nahin diye apne toone ghum bhi nahin diye apne zindagi bojh ban gayi ab to ab to jeetaa hoon aur na martaa hoon main tujhe kal bhi pyaar kartaa tha main tujhe ab bhi pyaar kartaa hoon meri kismat mein tu nahin shaayad aa aa aa o o o o aa aa aa aa aa aa aa aa aa o o o o o o ab na toote ye pyaar ke rishte ab na toote ye
Meri Kismat Mein Tu Nahin
Prem Rog (1982)

Shammi Kapoor, Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Tanuja