mere munna zara sunna baat itni baap ki mere munna zara sunna baat itni baap ki tumhein nahin iska pata ishq hai kya bala pyar kabhi ho jaaye to bura hai ya bhala ho tajurbe se mere itna sikho mere munna soch samajh ke apne dil ka rasta chunna sun lo aaj hum jo bhi kahen kal hum rahen ya na rahen sun lo aaj hum jo bhi kahen kal hum rahen ya na rahen suno mere munna koi tammanna dil ko ghere to ek chehra hi aankho mein ghume shaam savere to ek sapna hi jo dekho tum roz raaton mein ek naam hi dohraao jo saari baaton mein to samjhna mere munna jo na hona tha woh ho gaya hai akla puri so gayi hai chain jitna bhi tha kho gaya hai pathharon pe munna tum na apne sar ko dhunna soch samajh ke apne dil ka rasta chunna sun lo aaj hum jo bhi kahen kal hum rahen ya na rahen sun lo aaj hum jo bhi kahen kal hum rahen ya na rahen mere munna zara sunna baat itni baap ki jo hai sunehra usko hamesha samajh na lena sona kaagaz ke phoolon mein khushboo na ho to na rona ret chamakti hai
Mere Munna
Dil Jo Bhi Kahey (2005)

Amitabh Bachchan, Bhoomika, Revati, Karan Sharma, Annabelle Wallis, Manoj Gulati