haan main deewaana hoon chaahun to machal sakta hoon silvate husn ke kaanoon badal sakta hoon khaar to khaar hai angaaron pe chal sakta hoon mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur isi raftaar se duniya ko guzar jaane do dil mein ghut ghut ke tamannaaon ko mar jaane do teri zulfon ko sare dosh bikhar jaane do mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur ek din chheen loon main ajmat e baatil ka junoon tod dun tod dun main saukat e duniya ka fuzon aur beh jaaye yahin nabj e zaro seem ka khoon gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi
Mere Mehboob Mere Dost Nahin
Mukesh