mere darwaze se ab chaand ko rukhsat kar do saath aaya hai tumhaare jo tumhaare ghar se apne maathe se hata do ye chamakta hua taaj fenk do jism se kirnon ka sunahri zewar tumhi tanha mere ghum khaane mein aa sakti ho ek muddat se tumhare hi liye rakha hai mere jalte huye seene ka dahakta hua chaand jab nahin aaye the tum tab bhi to tum aaye the jab nahin aaye the tum tab bhi to tum aaye the aankh mein noor ki aur dil mein lahoo ki soorat yaad ki tarhaa dhadakte huye dil ki soorat tum nahin aaye abhi phir bhi to tum aaye ho raat ke seene mein mehtaab ke khanjar ki tarah subah ke haath mein khursheed ke sagar ki tarah tum nahin aaoge jab phir bhi to tum aaoge zulf tar zulf bikhar jayega phir raat ka dam shab e tanhaai mein bhi luqsh e mulaqaat ka rang aao aane ki karen baat ke tum aaye ho aao aane ki karen baat ke tum aaye ho ab tum aaye ho to main kaun si sheh nazar karun ke mere pass siwa mehrooh waffa kuchh bhi nahin ek dil ek tamanna ke siwa kuchh bhi nahin ek
Mere Darwaze Se Ab Chaand
Jagjit Singh