mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya paaon mere hardam kaanton par haathon mein angaare chhoota karte in nainon se lahoo ke phuwaare itni garm aah bharta hoon itni garm aah bharta hoon jise chhuyi murjhaaya mera dukh ambar mein chhaya ro kar kaali raat bana diiii hans kar din ujiyaala jo pee leta mere aansu ban jaata matwaala meri aasha aur niraasha meri aasha aur niraasha bani dhoop aur chhaaya mera dukh ambar mein chhaya chaand aur sooraj ambar ke baadal rangon waale anginti jo dekh rahe ho jugnu aur sitaare aansu ka bunn taana baana aansu ka bunn taana baana maine hi failaaya mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya
Mera Dukh Ambar Mein Chhaya
Talat Mahmood