mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai karte to tum ho baba mera naam ho raha hai mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai patvaar ke bina hi meri naav chal rahi hai hairaan hai zamana manzil bhi mil rahi hai karta nahin main kuchh bhi mera sab kaam ho raha hai karte to tum ho baba mera naam ho raha hai mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai koi nahin tha mera phirta tha mara mara beaasre ko baba tumne diya sahara tera karam ye mujh par sareaam ho raha hai karte to tum ho baba mera naam ho raha hai mera aapki daya se sab kaam ho raha hai tum saath ho jo mere kis cheez ki kami hai kisi aur cheez ki ab parvaah hi nahin hai tere saath se gulam ab gulfaam ho raha hai karte to tum ho baba mera naam ho raha hai mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera Aapki Kripa Se
Shubhram Bahal