mausam ko isharon se bula kyun nahin lete mausam ko isharon se bula kyun nahin lete roothaa hai agar wo to manaa kyun nahin lete mausam ko isharon se bula kyun nahin lete dewana tumhara koi gair nahin dewana tumhara koi gair nahin machala bhi to seene se lagaa kyun nahin lete roothaa hai agar wo to manaa kyun nahin lete mausam ko isharon se bula kyun nahin lete khat likh ke kabhi aur kabhi khat ko jalaa kar khat likh ke kabhi aur kabhi khat ko jalaa kar tanhayi ko rangeen bana kyun nahin lete tum jaag rahe ho mujhe achha nahin lagtaa tum jaag rahe ho mujhe achha nahin lagtaa chupke se meri neend churaa kyun nahin lete roothaa hai agar wo to manaa kyun nahin lete mausam ko isharon se bula kyun nahin lete
Mausam Ko Isharon Se Bula Kyun Nahin Lete
Jagjit Singh