maine socha tha agar maut se pehle pehle maine socha tha agar duniya ke veeraanon mein maine socha tha agar hasti ki shamshanon mein kisi insaan ko bas ek bhi insaan ki gar sachhi belaag mohabbat kahin ho jaaye naseeb wohi sahil jo bohut door nazar aata hai khud ba khud khinchta chala aata hai kashti ke qareeb maine socha tha yunhi dil ke kanwal khilte hain maine socha tha yunhi sabro sukoon milte hain maine socha tha yunhi zakhm e jigar silte hain lekin sochne hi se muraadein toh nahin mil jaati aisa hota toh har ik dil ki tamanna khilti koshishen lakh sahi baat nahin banti hai aisa hota toh har ik raahi ko manzil milti maine socha tha ke insaan ki qismat aksar phoot jaati hai bikharti hai sambhal jaati hai apsara chand ki badli se nikal jaati hai par mere bakht ki gardish ka toh kuchh ant nahin khushk dharti bhi to mazdaar bani jaati hai kya muqaddar se shikaayat kya zamaane se gila khud meri saans hi talwaar bani jaati hai raat ki siyahi mein taaron ke diye
Maine Socha Tha
Mohd Rafi