ilaahi kya ye shab e ghum hai umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye dil aaj unke hi deedaar ko tarasta hai deedaar ko tarasta hai dil aaj unke hi deedaar ko tarasta hai unhin ke ghum mein lahu aankh se barasta hai shareek e haal bane the jo umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye mere hi dam se thi aabaad reh guzar unki mere hi dam se thi aabaad reh guzar unki meri taraf nahin uthti hai ab nazar unki jahaan ko chhod diya jinki reh guzar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye ye ilteza hai ke ab umra mukhtasar kar de umra mukhtasar kar de ye ilteza hai ke ab umra mukhtasar kar de main jiski raat na dekhoon wohi sehar kar de ilaahi kya ye shab e ghum shab e ghum hai umr bhar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye main kab se jaag raha hoon bas ek sehar ke liye
Main Kab Se Jaag Raha Hoon
Mukesh