main bhool jaaun tumhen main bhool jaaun tumhen ab yahi munaasib hai main bhool jaaun tumhen ab yahi munaasib hai magar bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun magar bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin yahaan to dil ka ye aalam hai kya kahun bhula saka naa ye wo silsila jo tha hi nahin bhula saka naa ye wo silsila jo tha hi nahin wo ik khayaal jo aawaaz tak gaya hi nahin wo ek baat jo main keh nahin saka tum se wo ek rapt jo humne kabhi raha hi nahin mujhe hai yaad wo sab jo kabhi hua hi nahin agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye tumhen bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin
Main Bhool Jaoon
Jagjit Singh