are maati ke putle tujhe kitna gumaan hai teri aukaat kya teri kya shaan hai are kaun jag mein kisi ka hota hai muft mein kyun janam ganwaata hai koi rishta naa koi naata hai iss jahaan se akelaa jaata hai sunhera khwaab hai duniyaa sitam ke deren hain naa koi mere hain jag mein naa koi tere hain tu samjhta hai jinko mere hain tere ghar ke yahi lootere hain badlaa ye tujhse tere bas ek baar lenge marne ke baad tere kapde utaar lenge phir mil ke teri daulat aapas mein baanth lenge mehal o makaan tere ek ek chhant lenge lobh mein zaat ko tu bhool gaya apne aukaat ko tu bhool gaya maut ki baat ko tu bhool gaya aur sankraat ko tu bhool gaya ek jhatka gal kaa aayega wo tujhe khaakh mein le jaayega phir naa dhan tere kaam aayega apni karni pe tu pachchhtaayega ye ghamand ye guroor tutega phir ghada paap ka ye phutega jab kazaa ban ke dulhan aayegi kench kar rooh ko le jaayegi phir naa daulat tere kaam aayegi ban ke naagan tujhe das jaayegi maal o daulat pe phoolta hai tu
Maati Ke Putle Tujhe Kitna Gumaan Hai
Abdul Rahman Kanchwala