maana ke hum yaar nahin lo tay hai ke pyaar nahin maana ke hum yaar nahin lo tay hai ke pyaar nahin phir bhi nazrein na tum milana dil ka aitbaar nahin maana ke hum yaar nahin raaste mein jo milun to haath milaane ruk jaana ho saath mein koi ho tumhaare door se hi tum muskaana lekin muskaan ho aisi ke jis mein ikraar nahin lekin muskaan ho aisi ke jis mein ikraar nahin nazron se na karna tum bayaan woh jise inkaar nahin maana ke hum yaar nahin phool jo band hai pannon mein tum usko dhool bana dena baat chhide jo meri kahin tum usko bhool bata dena lekin wo bhool ho aisi jis se bezaar nahin lekin wo bhool ho aisi jis se bezaar nahin tu jo soye to meri tarah ik pal ko bhi karaar nahin maana ke hum yaar nahin
Maana Ke Hum Yaar Nahin
Meri Pyaari Bindu (2017)