lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo milne paayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa chup hai zubaan lekin chaahat ye keh rahi hai mere hi khoon ki nadiyaan uss dil mein beh rahi hain main pyaar kaa hoon baadal aur wo hai meraa saayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa dil keh rahaa hai mera usko gale lagaa loon seene ki aag ko main us pyaar se bujhaa loon maali kaa ghar ujad gayaa aur phool rang laayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa
Lo Khoon Se Khoon Juda Huaa
Main Nashe Mein Hoon (1959)