koi din gar zindgani aur hai koi din gar zindgani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan soz e ghum haaye ne haani aur hai soz e ghum haaye ne haani aur hai baarhaa dekhi hain unki ranjishen baarhaa dekhi hain unki ranjishen par kuchh ab ke sargarani aur hai par kuchh ab ke sargarani aur hai de ke khat munh dekhta hai naamabar de ke khat munh dekhta hai naamabar kuchh to paigaam e zubani aur hai kuchh to paigaam e zubani aur hai ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ek marg e naa gahaani aur hai ek marg e naa gahaani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai
Koi Din Gar Zindgani Aur Hai
Talat Mahmood