ha turu ru ru turu ha turu ru ru turu la lalalalalaaa lalalalalaaa lalalalaaa lalalalalalaa kitna rangeen hai ye chaand sitaron ka sama aap takte hi nahin aapki aadat kya hai is damakte huye chehre ki chamak kaafi hai mujhko chaand aur sitaaron ki zarurat kya hai kitna rangeen hai kuchh to mausam ki aadaon ka asar le leeje mehki mehki si hawaon ka asar le leeje aap ki reshmi zulfon ki mehak kaafi hai aap ki reshmi zulfon ki mehak kaafi hai mehke mehke se nazaaron ki zarurat kya hai aap takte hi nahin aapki aadat kya hai kitna rangeen hai is fiza mein hai mohobbat ke ishaare kitne dil ke daaman se lipat te hain sahaare kitne jo idhar bhi hai udhar bhi hai kasak kaafi hai jo idhar bhi hai udhar bhi hai kasak kaafi hai ab humein aur sahaaron ki zarurat kya hai aap thakte hi nahin aapki aadat kya hai is damakte huye chehre ki chamak kaafi hai mujhko chaand aur sitaaron ki zarurat kya hai kitna rangeen samaa
Kitna Rangeen Hai Ye Chaand (Unreleased)
Film Hi Film (1983)