MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Skip Navigation Links
Skip Navigation Links
khuda e bartar teri zameen par zamin ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khun e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar zameen bhi teri hain hum bhi tere yeh milkiyat kaa savaal kya hai yeh katl o khoon ka rivaaz kyun hai yeh rasm e jungo jadaal kya hai jinhe talab hai jahaan bhar ki unhi kaa dil itna tang kyun hai khuda e bartar garib maaon sharif behnon ko amn o izjat ki zindagi de jinhe ataa ki hai tune taakat unhe hidaayat ki roshni de saron mein kibr o guroor kyun hain dilon ke sheeshe pe jung kyun hai khuda e bartar khaza ke raste pe jaane waalon ko bach ke aane ki raah dena dilon ke gulshan ujad na jaayen muhabbaton ko panaah dena jahaan mein jashn e wafa ke badle yeh jashn e teer o tafang kyun hai khuda e bartar teri zameen par zameen ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khoon e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar

Poster of Taj+Mahal+(1963)+-+(Hindi+Film)

Khuda E Bartar Teri Zameen Par

Taj Mahal (1963)

Lata Mangeshkar
Song Title : Khuda E Bartar Teri Zameen Par
Album/Film : Taj Mahal (1963)
Release Year : 1963
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Singer : Lata Mangeshkar
OnScreen Actors : Bina Roy,Pradeep Kumar
Music Director : Rajesh Roshan

Q. In which year the Album/Film Taj Mahal (1963) released?

A. Taj Mahal (1963) was released in 1963 .

Q. Which is Production of Album/Film Taj Mahal (1963) ?

A. was the Production of Taj Mahal (1963) .

Q. Who is Producer of Album/Film Taj Mahal (1963) ?

A. was the Producer of in Taj Mahal (1963) .

Q. Who is Director of Album/Film Taj Mahal (1963) ?

A. was the Director of Taj Mahal (1963) .

Q. Who was Film Actors of Album/Film Taj Mahal (1963) ?

A. was the Film Actors of Taj Mahal (1963) .

Q. Who wrote the song Khuda E Bartar Teri Zameen Par ?

A. Sahir Ludhianvi wrote the song Khuda E Bartar Teri Zameen Par

Q. Who was the lyricsts of song Khuda E Bartar Teri Zameen Par ?

A. Sahir Ludhianvi was the lyricsts of song Khuda E Bartar Teri Zameen Par .

Q. Who is Singer of song Khuda E Bartar Teri Zameen Par ?

A. Lata Mangeshkar was the Singer's of song Khuda E Bartar Teri Zameen Par .

Q. Who is OnScreen Actors of song Khuda E Bartar Teri Zameen Par ?

A. Bina Roy,Pradeep Kumar was the OnScreen Actors of song Khuda E Bartar Teri Zameen Par .

Q. Who is Music Director of song Khuda E Bartar Teri Zameen Par ?

A. Rajesh Roshan was the Music Director of song Khuda E Bartar Teri Zameen Par .

Q. In which raag Khuda E Bartar Teri Zameen Par song was sung?

A. Khuda E Bartar Teri Zameen Par song was sung in raag .

Q. In which taal Khuda E Bartar Teri Zameen Par song was sung?

A. Khuda E Bartar Teri Zameen Par song was sung in taal .