khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri is shikaayat se jhalakti hai mohabbat teri khoobsurat hai pyaas le aayi hai saaqi tere maikhaane mein dhaal di husn ki mai rooh ke paimaane mein dil ke sheeshe mein utar aayi hai soorat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai tujhko yun dekha hai jis tarah chaman ko dekhen tujhko yun pooja hai jis tarah sanam ko poojen ki hai in aankhon ne din raat ibaadat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai dil wo jannat hai ke mehlon ke khandhar kuchh bhi nahin daaman e ishq mein laal aur gohar kuchh bhi nahin dard daulat hai meri dard hi daulat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai milke hum saare zamaane ko badal sakte hain jaise phoolon pe chale aag pe chal sakte hain shart bas ye hai ke mil jaaye re taakat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai
Khoobsurat Hai Teri Tarah Shikayat Teri
Aasman Mahal (1965)