khamosh zindagi ko aawaaz de rahe ho khamosh zindagi ko aawaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko benoor meri aankhein aur door ka safar hai benoor meri aankhein aur door ka safar hai uthate hain paanv lekin gir jaane ka bhi darr hai par kaat ke kisi ke parvaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko aankhon se behta dariya honthon pe aah lekar aankhon se behta dariya honthon pe aah lekar saahil pe hum khade hain saahil ki chaah lekar barbaad e muhabbat ko naye andaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko
Khamosh Zindagi Ko Aawaaz De Rahe Ho
Naag Mandir (1966)