khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega na dekha jaayega khun e tamanna na dekha jaayega khun e tamanna teri mehfil se ab jaana padega khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega na tha maaloom aayenge ye din bhi na tha maaloom aayenge ye din bhi kabhi rona kabhi gaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega bhula de haan bhula de yaad unki bhula de haan bhula de yaad unki yehi ab dil ko samjhaana padega khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega na niklenge agar armaan dil ke na niklenge agar armaan dil ke yun hi ghut ghut ke mar jaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega
Khabar Kya Thi Ke
Chandni Raat (1949)