keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare hum aas kiye jaate tum paas nahin aate jaana tha chale jaate milne to chale aate keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare humne tha tumhe maana tumne hi na pehchana jab hona tha begaana tab kyun kiya deewaana keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare sunsaan huyi galiyaan sab sookh gayi kaliyaan ab beet chali ghadiyaan par jaag rahi ankhinyaan keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare
Keh Ke Bhi Na Aaye Tum
Safar (1946)

Chandrika, Haroon Khan, Kanu Roy, Rajendra, S L Puri, Shobha Devi, V H Desai