kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim hawa jhoomti hai ghata chha rahi hai ab aise mein bhi tum na aaye to dekho dekho ab aise mein bhi tum na aaye to dekho dekho nazar ruthne ki kasam kha rahi hai kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim phansa kaun ye bijliyon ki ada se phansa kaun ye bijliyon ki ada se barasne lage kiske aansu ghata se barasne lage kiske aansu ghata se yahi puchhti hai mere dil ki dhadkan dhadkan yahi puchhti hai mere dil ki dhadkan dhadkan magar kuchh bataate haya aa rahi hai kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim udhar tu hai aur main idhar hoon to kya hai kahin phool se uski khushboo juda hai udhar tu hai aur main idhar hoon to kya hai kahin phool se uski khushboo juda hai ye maana ke aisi nahin koi doori doori ye maana ke aisi nahin koi doori doori par itni bhi doori sitam dha rahi hai kayi din se saawan barasta hai rimjhim rimjhim hawa jhoomti hai ghata gaa rahi hai kayi
Kayi Din Se Saawan Barsata Hai Rimjhim
Samaj (1954)