kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti shradha se isko bulaane wala chahiye jyot se jyot ko milaane wala chahiye kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti bhawna se isko pukaar ke to dekhiye ankhiyon ke sheeshe mein utaar ke to dekhiye sach ki aawaaz mein aawaaz ye milaayegi soya jo tu neend mein hai tujhko jagaayegi tera iske charnon mein dhyaan bhi to chahiye sunne ko dhwani sudh kaan bhi to chahiye shradha se isko bulaane wala chahiye jyot se jyot ko milaane wala chahiye kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti sachchi jyot rijti na jhooth na pakhand se prem se bulaao na pukaaro re ghamand se isse sarokaar nahin jor na hi shor se ye to bandh jaati hai re aastha ki dor se bhole ki subah shaam mein gyaan bhi to chahiye aatma ko iski pehchaan bhi to chahiye shradha se isko bulaane wala chahiye jyot se jyot ko milaane wala chahiye kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti hoo oo oo oo oo oo jyot mein hai maa ehsaas hoga jisko samjhega
Kaun Kehta Hai
Narendra Chanchal