kahin karaar na ho aur kahin khushi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho siya naseeb koi unse badh ke kya hoga siya naseeb koi unse badh ke kya hoga jo apna ghar bhi jala de to roshni na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka to kuchh ajab nahin duniya mein aadmi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ke khul ke jee na sake aur mout bhi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho
Kahin Karaar Na Ho
Chandi Ki Deewar (1964)