kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo manaana hi zuroori hai to phir tum manaana hi zuroori hai to phir tum humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo bahot royi huyi lagti hain aankhen bahot royi huyi lagti hain aankhen meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo akelepan se khauff aata hai mujhko akelepan se khauff aata hai mujhko kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo bahot mayoos baitha hoon main tumse bahot mayoos baitha hoon main tumse kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo kahin aisa na ho daaman jala lo
Kahin Aisa Na Ho
Jagjit Singh