kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon naa mujhko pata hai naa dil ko khabar hai koi ibteda naa koi inteha hai safar ye mohabbat ka kaisa safar hai kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon kahaan jaa raha tha wo rangeen nagma kahaan kho gaya hai wo rangeen nagma kahaan kho gaya hai mera saaz khamosh kyun ho gaya hai wo jazba jo mushkil se maine jagaaya wo phir jaagte jaagte so gaya hai naa jhonka hawa ka naa pehli si khushboo ye phoolon ki basti yaa kaanton ka ghar hai kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon kahaan jaa raha tha kahaan aa gaya hoon kahaan jaa raha tha wo jiske liye ye andhere kharide wo jiske liye ye andhere kharide ujaale ki keemat bhi usko bata doon kabhi zindagi ki duwa di thi jisko usse bewafaayi ki kyun na saza doon usse bewafaayi ki kya mein saza doon saza doon saza doon yahaan se naa aane naa jaane ka rasta magar qatal ke waaste rehguzar hai magar qatal ke waaste rehguzar hai magar qatal ke waaste
Kahan Jaa Raha Tha
Qatl (1986)