kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam ada ada mein shokhiyaan nazar nazar mein bijliyaan ada ada mein shokhiyaan nazar nazar mein bijliyaan ke le rahi hai teri nazar meri nazar ka imtihan meri nazar ka imtihan kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam jahan pade kadam tere woh raahen khushnaseeb hain jahan pade kadam tere woh raahen khushnaseeb hain tere gale ka haar ho woh baahein khushnaseeb hain woh baahein khushnaseeb hain kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam khili khili yeh chaandni tere badan ka noor hai khili khili yeh chaandni tere badan ka noor hai jidhar nazar uthaiye suroor hi suroor hai suroor hi suroor hai teri hansi ko dekh kar phoolon ne munh chhupa liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam
Kadmon Mein Tere Ae Sanam
Mohd Rafi