kabeer khada bazaar mein sab ki maange khair na to kisi se dosti na to kisi se bair arey ho ho ho oo ek jagah ek phool khile aur khilte hi murjhaye ek jagah ek phool khile aur khilte hi murjhaye is do rangi duniyaan ka ye raaz samajh na aaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho ek dhan waale baazigar ne taaj mahel banwaaya jisko nirdhan kaarigar ne apna khoon pilaaya mehnat ke badle mein usne haath apne katwaaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho cheer ke is dharti ka seena beej kisi ne boya na din ko aaraam kiya na raat ko pal bhar soya khet pake to uske daane aur koyi khaa jaaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho badi puraani ho gayi duniyaan aao ise jala dein jal jaaye to raakh se iski duniyaa nayi basa dein sab ka saathi is duniyaan ka har banda kehlaaye kabira dekh dekh muskaaye kabira dekh dekh muskaaye kabira dekh dekh muskaaye
Kabira Roye Ya Muskaaye
Sub Ka Saathi (1972)