kabhi kabhi bhagwaan ko bhi bhakton se kaam pade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade kabhi kabhi bhagwaan ko bhi bhakton se kaam pade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade avadh chhod prabhu van ko dhaaye siyaa raam lakhan ganga tath aaye kevat man hi man harshaaye ghar baithe prabhu darshan paaye haath jod kar prabhu ke aage kevat magan khade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade prabhu bole tum naav chalaao paar humen kevat pahunchaao kevat kehta suno humaari charan dhool ki maaya bhaari main gareeb naiyaa meri naari naa hoye pare jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade kevat daud ke jal bhar laaya charan dhoye charnaamirt paaya ved granth jinke yash gaayen kevat unko naav chadaaye barse phool gagan se aise bhakt ke bhaag bade jaana tha ganga paar prabhu kevat ki naav chade jaana
Kabhi Kabhi Bhagwaan Ko Bhi
Anup Jalota