sukh dukh donon rehte jis mein jeevan hai wo gaanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon upar wala pasa phenke neeche chalte daanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon bhale bhi din aate jagat mein bure bhi din aate bhale bhi din aate jagat mein bure bhi din aate kadve meethe phal karam ke yahaan sabhi paate kabhi seedhe kabhi ulte padte ajab samay ke paanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon sukh dukh donon rehte jis mein jeevan hai wo gaanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon kya khushiyaan kya ghum ye sab milte baari baari kya khushiyaan kya ghum ye sab milte baari baari maalik ki marzi pe chalti ye duniyaa saari dhyaan se khena jag nadiyaa mein bande apni naav kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon sukh dukh donon rehte jis mein jeevan hai wo gaanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon
Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon
Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971)

Dara Singh, Jagdeep, Rammohan, Amita, Geetanjali