jo main janti bichhrat hain saiyan jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti ghunghata mein aag laga deti main laaj ke bandhan tod sakhi main laaj ke bandhan tod sakhi piyaa pyaare ko apne manaa leti piyaa pyaare ko apne manaa leti mere haar singaar ki raat gayi piyuu sang umang meri aaj gayi piyuu sang umang meri aaj gayi ghar aaye naa more saanwariya ghar aaye naa more saanwariya main to tan man unpe o o o main to tan man unpe luta deti jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti mohe preet ki reet naa aayi sakhi main banke dulhan pachhataayi sakhi main banke dulhan pachhataayi sakhi hoti naa agar duniyaa ki sharam hoti naa agar duniyaa ki sharam unhen bhej ke patiyaan o o o unhen bhej ke patiyaan bulaa leti jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti
            
                    Jo Main Janti
                
                    Shabab (1954)
                
                    Badri Prasad, Bharat Bhushan, Nutan, Shyam Kumar, Yashodhara Katju