jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi oo o o o o o aa aa ke sataata rehta hai aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari ik pyaar ke maare huye dil ka ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane
Jin Aankhon Ki Neend
Jogan (1950)

Anwari, Baby Tabassum, Darpan, Dileep Kumar, Manju, Mridula, Nargis, Pesi Patel, Pratima Devi, Rajendra Kumar, Ramesh Thakur
Shamshad Begum
Song Title :
Jin Aankhon Ki Neend
Album/Film :
Jogan (1950)
Release Year :
1950
Producer :
Ranjeet
Production :
Director :
Kedar Sharma
Film Actors :
Anwari, Baby Tabassum, Darpan, Dileep Kumar, Manju, Mridula, Nargis, Pesi Patel, Pratima Devi, Rajendra Kumar, Ramesh Thakur
Lyrics :
Buta Ram Sharma
Singer :
Shamshad Begum
OnScreen Actors :
Nargis, Dileep Kumar
Music Director :
Bulo C Rani