jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski kab se aankhon mein liye baitha hoon soorat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski ek din mere kinaaron mein simat jaayegi ek din mere kinaaron mein simat jaayegi thehare paani si yeh khaamosh muhabbat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski band mutthi ki tarah wo kabhi khultaa hi nahin band mutthi ki tarah wo kabhi khultaa hi nahin faasle aur badha deti hai khurbat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski kisne jaana hai badalte huye mausam ka mizaaz kisne jaana hai badalte huye mausam ka mizaaz usko chaaho to samajh paaoge fitrat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski jheel mein chaand nazar aaye thi hasrat uski
Jheel Mein Chaand Nazar Aaye
Pankaj Udhas