jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi sholon mein gheeri ho jaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori jab soch mein ho insaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye
Jab Jaag Uthe Armaan
Bin Badal Barsaat (1963)

Asha Parekh, Dev Kishan, Mahamood, Moni Chatarji, Nishi Baran, Padma Chauhan, S N Banarjee, Vishwajeet