jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jodein yehi jodein yehi todein sab naate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate mann jitna jeena chaahe tan utna hi marta jaaye insaan ki himaakat dekho umeed hi karta jaaye koi raah manzil ki kahin soojhe to batlaaye jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate rang aur sugandh ka jaadu sadiyon se chalta aaya insaan inhin mein dooba nadaan yehi bharmaaya ab kaun ye soche kya khoya aur kya paaya jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate vishwaas mein vaas hai vish ka aasha mein chhupi hai niraasha shabdon ke sang na behna hai chal se bhari har bhasha insaan ka dil bhi pathhar sa jaaye tarasha jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jodein yehi jodein yehi todein sab naate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate kyun jeevan liye jaate kyun jeevan liye jaate
Jaate Hue Ye Pal Chhin
Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)

Iftekhar, Madan Puri, Rajendra Nath, Ranjeeta, Reetu Kamal, Sachin, Urmila Bhatt, Sulochana (Ruby Mayers)