MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Skip Navigation Links
Skip Navigation Links
jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa dil pe anjaani si tasveer bana deti hai bujh ke reh jaati hai jab koi tamanna dil mein ik charaag aur bhi chupke se jala deti hai jaane wo kaun hai mujhko behlaati hai naashad jo hota hoon kabhi neend mein rang milaati hai jo sota hoon kabhi jaagta hoon to haaye jaagta hoon to kayi khaab dikhaa deti hai jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jab bhi uthti hai chhalakti hai gulaabi ki tarah der tak main to behktaa hoon sharaabi ki tarah kya kahoon chupke se haaye kya kahoon chupke se kya cheez pilaa deti hai jaane wo kaun hai roz milti hai wo tanhaa nahin rehne deti ye hai baat aur ke apna nahin kehne deti aur keh doon to haaye aur keh doon to palak hans ke jhuka deti hai jaane wo kaun hai

Poster of Bheegi+Raat+(1965)+-+(Hindi+Film)

Jaane Wo Kaun Hai

Bheegi Raat (1965)

Ashok Kumar, H Shivdasani, I S Johar, Kamini Kaushal, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Raj Mehra, Rajendra Nath, Shashi Kala, Ulhas

Mohammed Rafi
Song Title : Jaane Wo Kaun Hai
Album/Film : Bheegi Raat (1965)
Release Year : 1965
Production : Maya Films
Producer : Maya Films
Director : Kali Das
Film Actors : Ashok Kumar, H Shivdasani, I S Johar, Kamini Kaushal, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Raj Mehra, Rajendra Nath, Shashi Kala, Ulhas
Singer : Mohammed Rafi
OnScreen Actors : Pradeep Kumar
Music Director : Roshan (Lal)

Q. In which year the Album/Film Bheegi Raat (1965) released?

A. Bheegi Raat (1965) was released in 1965 .

Q. Which is Production of Album/Film Bheegi Raat (1965) ?

A. Maya Films was the Production of Bheegi Raat (1965) .

Q. Who is Producer of Album/Film Bheegi Raat (1965) ?

A. Maya Films was the Producer of in Bheegi Raat (1965) .

Q. Who is Director of Album/Film Bheegi Raat (1965) ?

A. Kali Das was the Director of Bheegi Raat (1965) .

Q. Who was Film Actors of Album/Film Bheegi Raat (1965) ?

A. Ashok Kumar, H Shivdasani, I S Johar, Kamini Kaushal, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Raj Mehra, Rajendra Nath, Shashi Kala, Ulhas was the Film Actors of Bheegi Raat (1965) .

Q. Who wrote the song Jaane Wo Kaun Hai ?

A. Majrooh Sultanpuri wrote the song Jaane Wo Kaun Hai

Q. Who was the lyricsts of song Jaane Wo Kaun Hai ?

A. Majrooh Sultanpuri was the lyricsts of song Jaane Wo Kaun Hai .

Q. Who is Singer of song Jaane Wo Kaun Hai ?

A. Mohammed Rafi was the Singer's of song Jaane Wo Kaun Hai .

Q. Who is OnScreen Actors of song Jaane Wo Kaun Hai ?

A. Pradeep Kumar was the OnScreen Actors of song Jaane Wo Kaun Hai .

Q. Who is Music Director of song Jaane Wo Kaun Hai ?

A. Roshan (Lal) was the Music Director of song Jaane Wo Kaun Hai .

Q. In which raag Jaane Wo Kaun Hai song was sung?

A. Jaane Wo Kaun Hai song was sung in raag .

Q. In which taal Jaane Wo Kaun Hai song was sung?

A. Jaane Wo Kaun Hai song was sung in taal .