is ishq mohabbat ki kuchh hain ajeeb rasmein is ishq mohabbat ki hmm hmm hmm kuchh hain ajeeb rasmein kabhi jeene ke waade kabhi marne ki kasmein na ye tere bas mein na woh mere bas mein na ye tere bas mein na woh mere bas mein kabhi jeene ke waade kabhi marne ki kasmein is ishq mohabbat ki hmm hmm hmm kuchh hain ajeeb rasmein kabhi intzaar karte barsaat ki raaton mein kabhi raat guzar jaaye baaton hi baaton mein kabhi intzaar karte barsaat ki raaton mein kabhi raat guzar jaaye baaton hi baaton mein ek dard machaltaa hai is dil ki nas nas mein ek dard machaltaa hai is dil ki nas nas mein o kabhi jeene ke waade kabhi marne ki kasmein na ye tere bas mein na woh mere bas mein gar humko juda kar de ek baar jahaan ke sitam har baar janam le kar har baar milenge hum gar humko juda kar de ek baar jahaan ke sitam har baar janam le kar har baar milenge hum yun ahad e wafa kar len aa milkar aapas mein yun ahad e wafa kar len aa milkar aapas mein kabhi jeene ke waade kabhi
Is Ishq Mohabbat Ki
Zulm Ki Pukar (1979)